Sunday, December 16, 2018

विचार

एक अच्छा  शिक्षक
उस दीपक की तरह होता है
जो  द्सरो का जीवन पराकाशित
करने  के लिए सवय जलता है

Zindgi ka reall sach

                This is my next post
.                         17/12/18

Saturday, December 15, 2018

                         Maa ki mamta
Swami vekanand ki parsidhi gian aur aache aacharn ki waja se pure world main fail chuki thi wo jaha jate log un ke aanuaaye ban jate aur un ki bato se mantarmugadh ho jate ,eek bar swami ji eek nager main pahunche jab waha ke logo ko pata chala to wo log swami ji se milne pahunche,nager ke rich log eek se bad kar eek uuphar le ke kar aaye swami ji ke liye,koi gold ring laya koi diamond haar laya ,swami ji sab se gift lete aur eek taraf rakh dete ,itne main eek old women swami ji ke paas aaye aur boli ,maharaj aap ke aane ka samachar mila to main aap se milne ko byakool ho gaye ,main bahut garib (poor) hu aur karz main dabi hui hu mere pass aap ko dene ke liye koi upphar to nahi hai ,main khana kha rahi thi to kuch rotia aap ke liye laye hu aagar aap is garib ki rotia savikar kare to muje bahut khushi hogi ,swami ji ki aankho main aansu aa gaye unho ne aurat se roti li aur wahi khane lage waha baithe logo ko ye baat buri lagi unho ne swami ji se pucha ki hamare kimti uphar to aap ne side pe rakh diye is gande kapde pehne hui aurat ki chuthi roti aap bade hi swad se kha rahe hai aisa kyu ,
Swami ji ne muskrate hua jawab diya ki aap sab neaapni puri dolat se matar kuch hisa nikalkar kimti ratan diye lekin is aurat ke pass to kuch nahi hai siwaye iss roti ke fir v iss ne aapne muh ka niwala muje de diya iss se bada aur kya tyag ho sakta hai eek maa hi aisa kaam kar sakti hai maa khud bhukhi reh kar v aapne bacho ko khana khilati hai yeh eek roti nahi maa ki mamta hai ,iss maa ki mamta ko mai koti koti parnam karta hu swami ji ki baat sun kar waha baithe sab log chupchap ho gye ,sab log bole wah kya uch vichar hai swami ji aap ke ,,,
          Dosto maa eek insan nahi 
           Balki bhagwan ka diya hua wardaan hai jo hum logo ko mila hai kaha jata hai ki maa ki mamta ke aage 
Swarg ka sukh v fika hai kyu ki maa hi wo insaan hai jo khud kast seh kar v aapne bacho ko palti hai 

Chote manh se koi bada nahi hota Tute manh se koi khada nahi hota

From Neeraj kumar 
Ludhiana (Punjab)